Friday, May 31, 2019

Halleluyah stuti gaye


Halleluyah stuti gaye ham
Yeeshu ki stuti gaaen ham
Haa Halleluyah (3)
Haa  Halleluyah (3)

Kroos par bali dwara
apna lahu bahaya
Paap ko hattakar
saaf hein kiya
Hamko bachha liya
Halleluyah stuti

Is jeevan bhar me
saada tuzhko dhyaan karunga
Teri aatma paake
teri ichhaa jaan ke
aage hi badhta rahunga
Halleluyah stuti

Yeeshu ke pas aao
aur mukti ko apnao
Ashish wo dega
saath apne lega
Kabhi nahi chhodega
Halleluyah stuti

No comments:

Post a Comment