Yeshu Tere Kareeb Aane Se
Zindagi Meri Badal Gayi (2)
Yeshu Tere Chhune Se
Zindagi Meri Sawar Gayi
Tune mujhe hai Bachaya
Tune mujhe Sehlaya (2)
Mai Dhanyawaad karta rahaunga
Yeshu Dhanyawaad karta rahaunga (2)
Dhanyawaad Dhanyawaad
Dhanyawaad Dhanyawaad (2)
Mai Jo Paapon me Duba Hua Tha
Aur Jo Tujhse Durr Hua Tha (2)
Tune Mujhe hai chudaya
Apni Raah par chalaya (2)
Mai Dhanyawaad karta rahaunga
Yeshu Dhanyawaad karta rahaunga (2)
Dhanyawaad Dhanyawaad
Dhanyawaad Dhanyawaad (2)
Yeshu Ne Aisa Prem Jataya
mujhko Apna Beta Banaya (2)
Apna Lahu Bahaya
Jeevan Naya Dilaya (2)
Mai Dhanyawaad karta rahaunga
Yeshu Dhanyawaad karta rahaunga (2)
Dhanyawaad Dhanyawaad
Dhanyawaad Dhanyawaad (4)
No comments:
Post a Comment