Friday, April 10, 2020

Prabhu Tu Hai sundar


Prabhu Tu Hai sundar Mera dil ka Khazana
Tu hai adbhut mere dil kit chahat
Aur mein tujhse karta hun pyar
Lahro mein tu hai tufano mein tu hai
Jab dube meri naya tu hi sahara
Andhrero mai bhi tu hai
Akele pan mai bhi tu hai
Har gam mai tu hi hai mera sahara
Mera sahara tuhi mera sahara

Yeshu Yeshu mukti data hai tu
Yeshu Yeshu jeevan data hai tu (2)

Aur mein tujhae karta pyar
Prabhu tujhse karta hu pryar
Lahro mein tu hai, tufano mein tu hai
Jab dube meri naya tu hi saharra
Andhrero mai bhi tu hai, akele pan mai bhi tu hai
Har gam mai tu hi hai mera sahara
Mera sahara tuhi mera sahara

No comments:

Post a Comment