Friday, April 10, 2020

Stuti prashansa hove saada


Stuti prashansa hove saada
Bo jai jai jai yeshu ki jay (2)
Aavo ham milkar kare bandana
Bo jai jai jai yeshu ki jay 
O gaoo halelujah (2)

Yahova charwaha mera hamein le chalta hai,
Hari churiyo mein, hame chala ta hai (2)
Hamein na kishi chij ki ghati hogi 
Hamein na kishi chij ki kami hogi
Aavo ham milkar karain yeshu ki prashansha
Aavo ham milkar karain yeshu ki mahima
O gaoo halelujah

Dekho va aaraha hai nyay karne ko
Aayega yeshu jarur badlo par
Kya tum uskeliye tayar hu
Kya tum yeshu tayar ho
Aavo ham milkar yesu ki prashansa 
Aavo ham milkar karain yeshu ki mahima
O gaoo halelujah

No comments:

Post a Comment