Wednesday, April 8, 2020

Yeshu Masih deta khushi

Yeshu Masih deta khushi kare mahima uski
paida huwa bana insan dekho bhaga shaitan (2)
la la la la (2)

Nare lagao jai geet gao shaitan hua pareshan (2)
Tali bajao nacho gao dekho bhaga shaitan (2)
Yeshu Masih deta khushi kare mahima uski
paida huwa bana insan dekho bhaga shaitan
la la la la (2)

Girane walo utho chalo Yeshu bulata tumhe (2)
Chhod do darana aab kahe marana Hua hai Jinda Yeshu masih (2)
Yeshu Masih deta khushi kare mahima uski
paida huwa bana insan dekho bhaga shaitan (2)
la la la la (2)

Zuk Jayega aasaman ek din Yeshu raja hoga badalo par (2)
Dekhegi duniya shan masih ki Juban par hoga ye geet sabhi ke (2)
Yeshu Masih deta khushi kare mahima uski
paida huwa bana insan dekho bhaga shaitan (2)
la la la la (2)

No comments:

Post a Comment